We hope you will like today post and please share with your friends 😊
📲 How To Change Ownership Of Any Sim Card
Dosto Kya aap nhi chahte ho ki jo sim aap use kar rhe ho vo aapke nam par ho.
Agar aapki age 16 se kam hai ya fir 18 sala se plus ho gyi lekin Jo aap abhi sim use kar rhe hai vo aapke nam par abhi nhi hai vo sim aapke bhai k nam par hai ya fir aapke papa k nam par hai or aap chahte hai ki vo sim bina port kiye apke ID proof per ho gaye, Lekin usko port nhi karvana Pade,
To aaj ham esi k bare me bat karenge ki sim apne nam par kaese kare to please 🙏ye post pura Pade.
Sim ko apne naam par kaise kare - Airtel Jio Vi Bsnl
Sim ki ownership change karvane ke liye sabse jab bhi ham kisi operator se bat karenge to vo simple sa yhi bolenge ki sabse phale aap apna sim port karva lijiye jaese ki jio ka sim hai to vi me karva lijiye vi se fir aap jio me chale aiyega es prakar se karne k baad apke name par sim ho jayega es prakar ki bate batayega,
But Aaj mai ek aesa process btane vala hu jisase aap bina port karvaye hi sim aap apne nam par karva sakte hai agar aapka number jio ka hai to jio me rahte hue bhi vo sim apne name yani ki ID proof par karva sakte hai koi bhi sim ka number ho us sim k number me rahte hue bhi apne nam par karva sakte hai (Vi, Jio, Aírtel,).
Aap simple sa google pe ja k NOC document sarch kariye fir vha aapko NOC document mil jayega jispe simple sa ye likha hota hai ki mai apne sim, jo ye number hai vo mai apne bhai ya síster k nam par transfar Kar rha hu / kar rhi hu es prakaar se NOC likha rhata hai Or singteture bhi hota haí,
[NOC 👉 No Objection Certificate]
NOC or aadhar Bhi lagega yha par jo aap sim use kar rhe hai vo sim phale jiske nam par hai vo person or jis person ke name par transfer karana hai use, dono log ko jana hoga Aapka koi bhi sim ho us sim ka (Vi, Jio, Aírtel,) store visit Karna hoga jaese vi ka hai to vi store or jio ka hai to jio store yaha par bahut store vale ye bol sakte hai ki esa ni hota to apko or high store visit karana hoga ya phir ap unhe ye bole ki maine customer care se bat kiya unhone bola hoga Ap bhi bat kar lijiye.
Document Sim ko apne naam par kaise kare - Airtel Jio Vi Bsnl
Apko Apna Adhar or Jiske name par sim h Unka Aadhar Card or NOC leke jana hoga with sim owner Jab aap ye sab document le k jayenge to (Vi, Jio, Aírtel,) store par to jo sim aapke bhai ya papa k name ya ID proof par hai Vo ownership ab aapko transfer ho jayega, agar vo sim achanak band ho jàta hai to aap use chalu karva sakte hai Qki ab vo sim aapke name par ho chuka hai
To yahi process hai sim ke ownership transfer karane ka.
You can Also Watch Video 👇
Or jankari chahiye to hame Instagram par @Careerdeveloped par massage kare.
Or Hame Follow karana Na Bhule 🥰
Ummid hai Post 📫 pasand ayi hogi apni feedback hame comment ke de🙏
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment box.